Sai Sharan Mein(Hindi)

Author:

Chandra Bhanu Satpathi

Publisher:

Sterling Publishers Pvt Ltd.

Rs143 Rs150 5% OFF

Availability: Available

Shipping-Time: Usually Ship 3- 5 Days

    

Rating and Reviews

0.0 / 5

5
0%
0

4
0%
0

3
0%
0

2
0%
0

1
0%
0
Publisher

Sterling Publishers Pvt Ltd.

ISBN-13

9788120728028

ISBN-10 9788120728028
Binding

Paperback

Language (Hindi)
Dimensions (Cms) 21.5 x 14 x 1.6
Weight (grms) 350
Shri Chandrabhanu Satpathy Shri Sai Baba ke bhakt hain, jo Sai ki dhara mein 1989 se jude they. Baba se sambandhit sab prakar ke karya karna ve apna puneet kartavya mante hain. Bharat aur Videshon mein Shirdi Sai Baba ke sau se adhik mandiro ka nirmaan karne ke saath-saath ve baba par geet, kavitayein, prabandh, lekh aadi bhi likhte rahte hain. Baba se sambandhit unke dwara rachit anek geet awam kavitayein 'cassette' tatha CD ke roop mein bhi uplabdh hain. Prastut rachna samay-samay par likhe gaye unke geeto, kavitaon, kshanikaaon aadi ka sankalan hai, jinmein baba ke prati unki sahaj bhavnao ki saral abhivyakti hui hai- jinmein baba ke prati unki sahaj bhavnaao ki saral abhivyakti hui hai- jo ki unke jeevan kee sachchee anubhuti par aadhaarit hai. Satpathy jee ne Hindi ke alawa Angrejee mein May I Answer awam Shirdi Sai Baba and other Perfect Masters naamak pustako kee bhi rachna kee hai. Udiya bhasha mein bhi unki anek rachnayein prakashit hain. Unke dwara rachit lekh awam geet aadi anya bhashaon mein bhi roopantarit kiye gaye hain. Shri Chandrabhanu Satpathy Bhartiya Police Sewa (IPS) ke ek varishth adhikaari hain.

Chandra Bhanu Satpathi

No Review Found