Sai Ka Sandesh(Hindi)

Author:

Rabindranath Kakariya

Publisher:

Sterling Publishers Pvt Ltd.

Rs190 Rs200 5% OFF

Availability: Available

Shipping-Time: Usually Ship 3- 5 Days

    

Rating and Reviews

0.0 / 5

5
0%
0

4
0%
0

3
0%
0

2
0%
0

1
0%
0
Publisher

Sterling Publishers Pvt Ltd.

ISBN-13

9788120728790

ISBN-10 9788120728790
Binding

Paperback

Language (Hindi)
Dimensions (Cms) 21.5 x 14 x 1.5
Weight (grms) 360
Bahumukhi pratibha ke dhani Dr. Rabindra Nath Kakariya ka janm 19 March 1967 Delhi me huya. Delhi University se Bhautik Vigyan (Physics) me M.Sc. Ki degree prapt kar adhyapan ko inhone apna karyakshetra banaya. Issi kram mein apni satat shram sadhana ke bal par Rohtak Vishwavidhyalaya se B.Ed. aur M.Ed. tatha Delhi University se Bhautik Vigyan mein Phd. ki upadhi prapt ki. Sai Ki Kripa, janmjaat sanskaar aur privaar ka adhyatmik parivesh (inn teeno ke samavesh) ne chhatra jeevan se hi inhe adhyatm ki taraf mod diya. Adhyapan sambandhi kartavyon ka nirvahan karte huye bhi inki lekhini Sai Sad-sahitya ki rachna mein nirbadh gati se vyast rahi. Inke dwara sankalit aur anuvadit teen pustake Sai Shakti, Shri Sai Baba Ke Pratigyapoorn Vachan, Shri Sadguru Sainath Sagunopasna, Shirdi Sai Baba Mandir, Sector-7, Rohini, Delhi dwara prakashit ho chuki hai. Inki madhur awaaj mein gaaye gaye Sai bhajano ki cassette va audio CD Sai Samarpan, Sai Gungaan, Ohm Sai Shri Sai Jai Jai Sai (Sai Jaap), Karmo ka Phal, Shri Sai Sankirtan mala bhi release ho chuki hai. Sterling Publishers Pvt. Ltd., New Delhi ne inke dwara anuvadit va sankalit Shri Sai Satcharit (mool granth, marathi bhaasha) ka angreji se hindi anuvaad, Sri Sai Baba Ke Ananya Bhakt, Shri Sai Baba Ke Param Bhakt, Sai ka Sandesh, Muktidata Shri Sai Baba, Sai Bhaktanubhav, Sai Hari Katha(Hindi, English) namak pustakein bhi prakashit ki hain. Baba ki asim kripa se we mansa-vacha-karmnaa Shirdi Sai Baba se sambandhit sahitya lekhan va unke prachaar-prasaar mein sanglagna hain.

Rabindranath Kakariya

No Review Found
More from Author